imdad-kun imdad-kun, az ranj-o-gham aazad kun
dar deen-o-duniya shaad kun, ya ghaus-e-aa’zam dast-geer!
Help me, help me; free me from pain and sorrow.
Grant me happiness in faith and in this world,
O Ghaus-e-Azam, the helper of those in need!
tere haath mein haath maine diya hai
tere haath hai laaj ya ghaus-e-aa’zam!
I have placed my hand in your hand —
my honor now rests in your hands, O Ghaus-e-Azam!
imdad-kun imdad-kun, az ranj-o-gham aazaad kun
dar deen-o-duniya shaad kun, ya ghaus-e-aa’zam dast-geer!
Help me, help me; free me from pain and sorrow.
Grant me happiness in faith and in this world,
O Ghaus-e-Azam, the helper of those in need!
nikaala hai pahele to doobe huon ko
aur ab duubton ko bacha ghaus-e-aa’zam!
You have rescued those who were already drowned before —
now save those who are drowning, O Ghaus-e-Azam!
imdad-kun imdad-kun, az ranj-o-gham aazaad kun
dar deen-o-duniya shaad kun, ya ghaus-e-aa’zam dast-geer!
Help me, help me; free me from pain and sorrow.
Grant me happiness in faith and in this world,
O Ghaus-e-Azam, the helper of those in need!
bhanwar mein fasa hai safeena hamaara
bacha ghaus-e-aa’zam! bacha ghaus-e-aa’zam!
Our boat is trapped in a whirlpool —
save us, O Ghaus-e-Azam! save us, O Ghaus-e-Azam!
imdad-kun imdad-kun, az ranj-o-gham aazaad kun
dar deen-o-duniya shaad kun, ya ghaus-e-aa’zam dast-geer!
qasam hai ke mushkil ko mushkil na paaya
kaha humne jis waqt ya ghaus-e-aa’zam!
I swear, no difficulty ever remained difficult —
the moment we called out, “O Ghaus-e-Azam!”
imdad-kun imdad-kun, az ranj-o-gham aazaad kun
dar deen-o-duniya shaad kun, ya ghaus-e-aa’zam dast-geer!
muridon ko khatra nahin bahr-e-gham se
ke bede ke hein na-Khuda ghaus-e-aa’zam!
The Murideen have no fear of the ocean of sorrow,
Because the captain of their ship is Ghaus-e-Azam!
imdad-kun imdad-kun, az ranj-o-gham aazaad kun
dar deen-o-duniya shaad kun, ya ghaus-e-aa’zam dast-geer!
kahe kis se ja kar hasan apne dil ki
sune kaun tere siwa ghaus-e-aa’zam!
To whom should Hasan go and speak his heart?
Who, other than you, O Ghaus-e-Azam, would listen!
imdaad-kun imdaad-kun, az ranj-o-gham aazaad kun
dar deen-o-duniya shaad kun, ya ghaus-e-aa’zam dast-geer!
Full Lyrics of Above Kalaam in Roman-English-Hindi