Shayari-Sangam

Collection of Hindi-Urdu Shayari

Author : shayarisangam.com

ghar ko sanwaarne ki | Ikram Aarfi Mushaira

ghar ko sa.nwaarne ki ajab ye tara.ng haibaahar chataaee bhi nahi.n a.ndar pala.ng hai tadbeer kar raha hu.n ke aafaaq le udehaatho.n mei.n mere dor nahi.n hai, pata.ng hai aa.nkhei.n mutee’ ho.n to dilo.n ki khabar bhi lu.naa.nkho.n se meri jang thi aa.nkho.n se jang hai mumkin nahi.n ke naakhun-e-dil se juda ho ghoshtjo rang […]

Understanding the Meaning of “Parat” in Urdu

The beauty of the Urdu language lies in its rich vocabulary and the depth of meaning it conveys through its words. One such word is “Parat,” which carries multiple layers of meaning depending on the context in which it is used. Meaning in Urdu: اردو زبان کی خوبصورتی اس کے وسیع ذخیرہ الفاظ اور گہرے […]

Understanding the Meaning of ‘Qahat’ in Urdu

اردو میں ‘قحط’ کا مطلب سمجھیں Urdu : قحط’ کا مطلب ہے کمی یا قلت، خاص طور پر کھانے پینے کی اشیاء کی کمی۔ یہ لفظ عموماً ان حالات میں استعمال ہوتا ہے جب کسی علاقے میں اشیاء ضروریہ کی شدید قلت ہوتی ہے۔ English: ‘Qahat’ means scarcity or shortage, particularly of food supplies. It […]

teri aankhon ki tamanna se | Ikram Aarfi Mushaira

teri aankho.n ki tamanna se kanaara karlu.nghair mumkin hai ke mitti ko sitaara kar lu.n is qadar qaht-e-mohabbat hai ke duniya waaleek mutthi bhi agar dei.n to guzaara kar lu.n tum kisi chaa.nd ke parto.n ko nazar se rokomai.n kisi phool ki patti ko ishaara kar lu.n jalti-bujti hui aa.nkho.n se dareecha dekhu.naakhri baar mohabbat […]

kya se kya ho gaye dekhte-dekhte lyrics in English~Hindi

simple: sochta hu.n ke wo kitne maasum thekya se kya ho gaye dekhte-dekhtemaine patthar se jinko banaaya sanamwo KHuda ho gaye dekhte-dekhte hashr hai wahshat-e-dil ki aawaargeehumse puchho mohabbat ki deewaangijo pata puchhte the kisi ka kabhilaa-pata ho gaye dekhte-dekhte humse ye soch kar koi waa’da karoek waa’de pe umrei.n guzar jaae.ngi.nye hai duniya yahaa.n […]

Tumhe dillagi bhool jani padegi lyrics in English~Hindi~Urdu

tumhei.n dil-lagi bhool jaani padegimohabbat ki raaho.n mei.n aa kar to dekho tadapne pe mere na phir tum ha.nsogekabhi dil kisi se laga kar to dekho honto.n ke paas aaye hasi kya majaal haiye dil ka ma’mala hai koi dillagi nahi.n zakhm pe zakhm khaa ke jee, apne lahu ke ghunt peeaah ! aah ! […]

Tehzeeb Haafi ~ Most Popular Shayari~Ghazal Lyrics in English Hindi Urdu

ghar mei.n bhi jee nahi.n lag raha ghar mei.n bhi jee nahi.n lag raha, kaam par bhi nahi.n jaa raha jaane kya khauf hai jo tumhei.n chum kar bhi nahi.n jaa raha raat ke teen bajne ko hei.n , yaar ye kaisa mahboob haijo gale bhi nahi.n lag raha aur ghar bhi nahi.n jaa raha […]

Most Popular Mehshar Afridi Shayari Ghazal Poetry Lyrics in English~Hindi~Urdu

zamee.n par ghar banaaya hai zamee.n par ghar banaaya hai magar jannat mei.n rehte hei.n hamaari khushnaseebi hai ke ham bhaarat mei.n rehte hei.n ज़मीं पर घर बनाया है, मगर जन्नत में रहते हैंहमारी खुशनसीबी है के हम भारत में रहते हैं زمیں پر گھر بنایا ہے مگر جنّت میں رہتے ہیںہماری خوش نصیبی ہے […]

khamosh lab hein jhuki hein palkein ~ Most Popular Shabina Adeeb Ghazal Lyrics in English Hindi Urdu

jo khaandaani raees hei.n wo, mizaaj rakhte hei.n narm apna tumhaara lehjaa bataa raha hai, tumhaari daulat nayi nayi hai khaamosh lab hei.n, jhuki hei.n palkei.n, dilo.n mei.n ulfat nayi nayi hai abhi takalluf hai guftagu mei.n, abhi mohabbat nayi nayi hai abhi na aayegi nind tumko, abhi na humko sukoo.n milega abhi to dhadke-ga dil […]

Munawwar Rana Shayari-Maa Special-Most Popular in English Hindi Urdu

udaas rehne ko achchha nahi.n bataata hai udaas rehne ko achchha nahi.n bataata haikoi bhi zaher ko mitha nahi.n bataata hai kal apne aap ko dekha tha maa.n ki aankho.n mei.nye aaeena hamei.n budha nahi.n bataata hai उदास रहने को अच्छा नहीं बताता हैकोई भी ज़हर को मीठा नहीं बताता है कल अपने आप को […]

Scroll to top
Verified by MonsterInsights