Shayari-Sangam

Collection of Hindi-Urdu Shayari

Blog

Your blog category

Kisi ke Zakm par chaahat se patti kaun bandhega Lyrics- Popular Munawwar Rana Shayari

kisi ke zakhm par chaahat se patti kaun baandhegaagar bahenei.n nahi.n hongi to raakhi kaun baandhega jahaa.n ladki ki ‘izzat lutna ek khel ban jaayewahaa.n par aye kabutar ! tere chitthi kaun baandhega tumhaari mehfilo.n mei.n ham bade-budhe zaruri hei.nagar ham hi nahi.n honge to pagdi kaun baandhega किसी के ज़ख्म पर चाहत से पट्टी […]

Most Popular Fehmi Badayuni Shayari in English Hindi Urdu

is liye jaa raha hu.n kone mei.n is liye jaa raha hu.n kone mei.n, aankhei.n shaamil nahi.n hei.n rone mei.n maine usko bacha liya warna, doob jaata mujhe dubone mei.n इस लिए जा रहा हूँ कोने में, आँखें शामिल नहीं हैं रोने मेंमैंने उसको बचा लिया वरना, डूब जाता मुझे डुबोने में اس لئے جا […]

muhajir hain magar hum ek duniya Popular Munawwar Rana Lyrics in English Hindi

muhaajir hei.n magar ham ek duniya chhod aaye hei.ntumhaare paas jitna hai, ham utna chhod aaye hei.n kaee aankhei.n abhi tak ye shikaayat karti rehti hei.nke ham behte hue kaajal ka dariya chhod aaye hei.n shakkar is  jism se khilwaad karna kaise chhodegike ham jaamun ke pedo ko akela chhod aaye hei.n ye khudgarzi ka […]

Most Popular Munawwar Rana Shayari/Ghazal in English-Hindi-Urdu

ye hijr ka raasta hai, yahaa.n dhalaane nahi.n hoti.n ye hijr ka raasta hai, yahaa.n dhalaane nahi.n hoti.nsahra mei.n charaago.n ki dukaanei.n nahi.n hoti.n khushbu ka ye jonka abhi aaya hai udhar sekisne kaha sahra mei.n, azaanei.n nahi.n hoti.n kya marte hue log wo insaan nahi.n thekya haste hue phoolo.n mei.n jaanei.n nahi.n hoti.n ये […]

Mujhko Apne Bank ki Kitab dijiye Lyrics by Manzar Bhopali

mujhko apne bank ki kitaab dijiye Roman(ENG):  mujhko apne bank ki kitaab dijiyedesh ki tabaahi ka hisaab dijiye gaanv-gaanv zakhmi fazaae.n ho gayi.nzehrili ghar ki havaae.n ho gayi.nmahengi sharaab se davaae.n ho gayi.njaaeeye avaam ko javaab dijiye desh ki tabaahi ka hisaab dijiyemujhko apne bank ki kitaab dijiyedesh ki tabaahi ka hisaab dijiye log jo […]

Ek bagal mein chand hoga lyrics in Hindi-English

ik bagal mei.n chaand hoga, ik bagal mei.n rotiyaa.n ik bagal mei.n nind hogi, ik bagal mei.n loriyaa.n hum chaand pe roti ki chaadar daal kar so jaaeinge aur nind se keh denge lori kal sunaane aaeinge ik bagal mei.n khankhanaati seepiyaa.n ho jaaeingi ik bagal mei.n kuchh rulaati siskiyaa.n ho jaaeingi hum seepiyo.n mei.n […]

Best Azm Shakri Shayari-Gazal Lyrics in English-Hindi

sub.h tak chaahato.n ke diye sub.h tak chaahato.n ke diye, aandhiyo.n mei.n jalaayega kaun daastaa.n khatm hone ko hai, ab mohabbat nibhaayega kaun naaz jiski wafaao.n pe tha, aaj wo be-wafaa ho gayachhoti-chhoti si baato.n pe ab humko pairo.n rulaayega kaun hoshiyaari se jaadu dikha, aye naye daur ki saahera !tu hi patthar agar ho […]

Popular Merathi Shayari in English-Hindi

Funny Kavita & Shayari by Popular Meeruthi – हास्य कविता & शायरी पॉपुलर मेरठी biwiyaa.n do he.n, naak me.n dam hai biwiyaa.n do he.n, naak me.n dam haiek sidhi hai ek me.n kham haiisko chhodu.n, ya mai.n usko fodu.nek pataaka hai to dusri bam hai बीवियां दो हैं ,नाक में दम हैएक सीधी है एक […]

Koi Deewana Kehta hai Koi Paagal Samajta hai Lyrics in English-Hindi

koi deewaana kehta hai, koi paagal samajta hai Roman(English): koi deewaana kehta hai, koi paagal samajta haimagar dharti ki bechaini ko, bas baadal samajta haimai.n tujhse door kaisa hu.n, tu mujhse door kaisi haiye tera dil samajta hai, ya mera dil samajta hai kisi ke dil ki maayusi jahaa.n se ho ke guzri haihamaari saari […]

Most Popular Rahat Indori Shayari Lyrics in English Hindi full collection

raaz jo kuch ho ishaaro.n me.n bata bhi dena raaz jo kuchh ho ishaaro.n me.n bata bhi denahaath jab us se milaana to daba bhi dena waise is khat me.n koi baat nahi.n haiphir bhi ahetiyaatan ise padhlo to jala bhi dena राज़ जो कुछ हो इशारों में बता भी देनाहाथ जब उस से मिलाना […]

Scroll to top
Verified by MonsterInsights